#gyan #think #StarWars
- Aaj ka gyan --- Maine ek cheez dekhi hai logon mein - jisko image maintain karne ka darr ho... Uski performance pe asar padhta hai kyunki woh khul kar express nhi kar pata. Kabhi kabhi thoda besharam hona zaruri hota hai. Express karna seekho.
๐ก
Comments
Post a Comment